O Mama lyrics from the Movie Saat Khoon Maaf (7 Khoon Maaf) written by gulzar, song is picturised on John Abraham.
Song Title: O Mama
Movie: Saat Khoon Maaf, 7 Khoon Maaf
Lyricist: Gulzar
Singer: K.K and Clinton cerejo
Music Director: Vishal Bhardwaj
Music Label: Sony Music
Director: Vishal Bhardwaj
O Mama Lyrics
O Mama, O Mama
O Mama, O Mama
Dil se hi ab sochta hai dil mera, O Mama, O Mama
Sar ko aksar nochta hai dil mera, O Mama, O Mama
Ab khair toh nahin, koi bair toh nahin
Dushman jiye mera, woh bhi gair toh nahi
Jo dil gaya gaya....
O'Mama, O'Mama
O Mama, kanche maare
Billi jaisi, aankhon wali
Ik myaun si ladki
O Mama, O Mama
Unghe kabhi, sunghe kabhi
Jhanke kabhi, aaun kabhi
Kabhi jaaun si ladki
O Mama, O Mama
Aise dabe paon aaye woh ki chaap na ho
O Mama, O Mama
Khwaab mein mil jaaye lekin woh khwaab na ho
O Mama, O Mama
Umeed toh nahin phir bhi umeed ho
Koi toh iss tarah, aashiq shaheed ho
Koi gaya gaya
O Mama, O Mama
O Mama, kanche maare
Billi jaisi, aankhon wali
Ik myaun si ladki
O Mama, O Mama
Unghe kabhi, sunghe kabhi
Jhanke kabhi, aaun kabhi
Kabhi jaaun si ladki
O Mama, O Mama, O Mama ..
For rest of the lyrics from Saat Khoon Maaf click here
No comments:
Post a Comment